<b> Apna Facebook ID Ko Hackers Se Bachane Ka Kamyab Tajruba..
Aaj Kal Facebook Account Me Log Apna Personal Data/Chatting Karte Hai..
Aur Uska Dushman Us Ka ID Hack Kar Ki Uska Personal Data Check Karta Hai.
Ya Uska Emails Password Change Karte Hai....
Aur ID Apni Control Me Laate Hai.

To Aaj Me ik Trick Bata Raha Ho.
Jes Ki Madad Se Apka ID Koi Bhi Login Nahe Kar Sakega.
Ager Usko Apka Password Bhi Maloom Ho.
Phir Bhi Open Nahe Karega.
G Han.
Bus Apko Ye Setting Karni Hai.
⇩⇩⇩
1>> Sub Se Pehle Apna Facebook ID Koi Bhi Browser Me Open Kare.
2>> Phir ⇨⇨ Setting & Privacy Par Click Kare.
Aur Phir ⇨⇨ Security Par Click Kare.
3>> Ab Yaha Par Apko ⇨⇨ Login Approval On Ko Enabled Karna Hai.
To ⇨⇨ Enabled Par Click Kare.
4>> Ab Yaha Par Apni ID Ka Password Likh Kar ⇨⇨ Continue Par Click Kare.
5>> Ab Yaha Par Apko ⇨⇨ Start Setup Par Click Karna Hai.
6<< Ab Yaha Par Apna Mobile Number Likh Kar⇨⇨ Continue Par Click Kare.
7>> Ab Apke Mobile Number Par Ik Confirmation Code Aya Hoga..
Wo Code Yaha Likh Kar ⇨⇨ Confirm Par Click Kare.
8>> Ab Yaha Par Apko Kuch Texts Nazar Ayenge.
Us Me ✔ Tick Lagao. Aur Phir ⇨⇨ Close Par Click Kare.
Lo G.
Apka Kaam Ho Gaya.
Ab Kese Ka Baap Bhi Apka ID Apke Ijazat Ke Baghair Login Nahe Kar Sakega.
Q Ki Jo Bhi Apka ID Login Karega.
To Ager Usne Correct Password Bhi Dya.
To Phir Bhi Password Accept Nahe Hoga.
Login Karte Waqt Apke Mobile Number Par Ik Personal Code Ayega.
Jab Wo Code Aap Waha Denge.Tab Apka ID Login Ho Jayega.
Jesko Samajh. Na Aye. Wo Comments Me Screen Shots Dekh Lo.
Phir Samajhne Me Apko Aasani Hoge. Enjoy.
Mazeed Ache Ache Information Ke Leye Humara Page Aur Post Share Kare.

No comments:
Post a Comment